Yaum e Ashura ke din Namaz kya padhna chahiye, Roza, Wazaif kya kya hai. Kaun se amaal karne chahiye?
|
Yaum e Ashura ko Kiye Jaane wale kaam |
1) Roza rakhna:
9,10 Muharram ya 10,11 Muharram ko roza rakhna Afzal hai. Riwayat me aate hai ki;
Hazrat Abi Qatadaرضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ se marwi hai Huzoorﷺ ne farmaya ki Ashura ke din roze rakhne par guman (khayal) karta hu ki is din ko Allah Ta’ala guzre hue saal ke gunaho ka kaffara bana de.
 |
Fasting Meaning |
 |
Medical Benefits of Fasting (Roza) |
2) Namaz ki Pabandi karna:
Agar Qaza e Umri Namaz nahi hai to Nafil namaz ka ehtamam kare. 10 Muharram Yaum e Ashura ke din hi Hazrat Imam Husain ko Halaat e Namaz me Shaheed kiya gaya tha. Imam Husainرضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ ki Shahadat se hame yahi paigam milta hai ki har haal me Namaz qayem karo.
 |
Namaz |
3) Neko ki Ziyarat karna:
Nek log jaise Ulma, Huffaz ghar ke abde bujurg logo se khusi milna dast bosi karna, unki dual ena.
 |
Muhammad Owais Raza Qadri |
 |
Sayyed Muzaffar Husain Shah Sahab |
 |
Baani e Dawateislami Maulana Ilyas Qadri |
 |
Maulana Ilyas Qadri aur Haji Imran Attari |
 |
Rukn e Shura Dawateislami Abdulhabib Attari |
 |
Allama Peer Saqib Raza Mustafai |
 |
Peer Ajmal Raza Qadri |
 |
Mufti Salman Azhari |
4) Rizq me azafa karna:
Apne Ahl-o-Ayaal par jarurat tak ka khusi se jayeda kharch karna. Mafhoom e Hadees hai ki Huzoor ne farmaya ki jo koin Yaum e Ashura ke din Apne ghar me Maal ki faragi(Jayeda kharch) karta hai to Poora saal uske ghar me barkat hogi.
Hazrat Ibn e Mas’oodرضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ se riwayat hai ki Rasoolallahﷺ ne farmaya Yaum e Ashura ke din jis me apne ghar walo par jayeda kharch kiya phir tamam uske yaha Rizq me Barkat rahegi.
 |
Ghar walo ke liye jayeda kharch karna |
5) Saqda Karna:
Apne jaan-o-maal ki hifazat ke liye, Ahle-bait ke Esaal e Sawab ke liye, raah e khuda me sadqa karna, gareebo miskeeno ko khana khilana, paani pilana.
 |
Hadees of Charity |
 |
Sadqah |
 |
Help |
 |
Charity |
6) Zikr e Ikhlaas:
1000 baar Surah Akhlas (Qulhu Allahu Ahad) Padhna;
Hazrat Ali se Riwayat hai ki jo shakhs Yaum e Ashura ko 1000 baar Surah Akhlas padhega Allah taala uspar Nazr e Rahmat farmayega.
 |
Surah Ikhlas with Translation |
7) Dua e Ashura:
Jo koi Dua e Ashura padh lega wo tamam zameen wa asmaani afat wa balao se mahfooz rahega. In sha Allah’ use saal bhar maut nahi aayegi agar aani rahegi to wo kisi wajah se nahi padh payega.
 |
Dua e Ashura |
8) Sunnat wa Mustahab kaam karna:
Saaf suthre kapde poahenna, nakhun tarasna, Baalo me tel lagana aur kanghi karna, Khushbua lagana, Esaal e Sawab ki Dawat dena, Langar Khilana, Ahl-o-Ahbaab ka khayal rakhna, Padoshiyoa ka Khayal rakhna.
Yaum e Ashura ki Fizalat, is din kya kya hue hai padhne ke liye Click kare
Post Views: 8