Pash Manzar:
Tala Al Badru Alayna, Ye Naat Sharif Ashaab e Kiram ki bachchiyon ne padhi thi jab Huzoorﷺ hizrat karke Makkah Muazzama se Madinah Munawwara tashreef laaye. South side me Saniyat-il-wada naam ki ek pahadi thi jaha se Huzoorﷺ Madinah Shareef me aate hue nazar aaye aur bachchiyon ne bek-waqt ye naat sharif padhi.

Tala al badru ‘alayna
Tala al badru ‘alayna
Min thaniyati-al Wada’
Wajaba Shukru ‘alayna
Ma da’a lillahi da’Hum par Mukammal Chand Tulu hua (nikla)
Saniyat-il-wada se
Aur Hum Par Sukr Ada Karna Wajib Hua
Jo Allah ki taraf se Dawat AayiO the white moon rose over us
From the valley of Wada’
And we owe it to show thankfulness
Where the call is to Allah

Ayyuha-al Mab’uthu feena
Ayyuha-al Mab’uthu feena
Ji’ta bi-al amru muta’
Ji’ta sharafta-al Madeenah
Marhaban ya khayra da’Aaye Aap, Jo Humme Jahir hue
Wo baat ke saath aye jis ki ittiba ki jaye
Un ka Aana Madina’h Sharif ke Liye Sharf (Ijjat) hai
Aap ki Khus Aamdeed hai, Aaye Khair karne wale.O you, who were raised amongst us
Coming with the words to be obeyed
You have ennobled this city
Welcome O caller to God’s way
Pingback: Haa Ye Baat Sach Haqiqat Yahi Hai | Lyrics | Hasrat E Deedar E Nabi