Jumuah Ke din kaunse waqt me dua mange jis se dua jaldi qabool ho?
![]() |
Jumuah-Mubarak-Jumuah-ke-din-Dua-mangna |
Rasoolallahﷺ ne farmaya:
Jumuah ka din 12 sa’at (gadi/waqt) ka hai. Is me ek sa’at aisi hai ki koi Muslaman us sa’at ko paa kar Allah Ta’ala se maangta hai to Allah Ta’ala use zaroor deta hai. Lihaza! Tum ise Asar(Namaz e Asar) ke baad akhri sa’at me talash karo.
(Sunan Abu Dawood: 1048)