Agar aap Icecream lovers hai to ye tasveer aap ke liye Lalchawane wali tasveer hogi aur shayed aap ke muh me paani aa jaye kyuki isme kuch Ice Cream ke jaise pighalta hua nazar aa raha hai.
 |
A melting desert like Ice Cream |
- Duniya ke sab se bade registaan aur duniya ke garam tareen khatta” Sehra e Sahara” ( Sehra e Azam ) Africa me kayi kayi dahaiyo ke baad honay wali barfbari ke baad ka manzar intehai mashooor kun aur dilfaraib hota hai.
 |
Sahara Desert |
- Mujhe to yeh manzar dekh kar mun mein pani agaya, aisa lagta hai jaise icecream pighal rahi ho.
 |
African Continental Sahara Desert |
- Sehra e Sahara Barr-e-azam Africa (African Continent) me hai. Jis ka Raqba 92,00,000 Kilometres square hai. Yeh duniya ka sab se bada garam Sehra hai.
 |
Sahra e Azam (Big Sahara Deset) |
- Yeh registaan 10 mumalik 1) Algeria, 2) Chad, 3) Egypt, 4)Libya, 5)Mali, 6) Mauritania, 7)Morocco, 8)Niger, 9)Sudan, 10)Tunisia aur 1 riyasat Western Sahara ka ahata karta hai.
- Sehra e Sahara ke tijarti rastay qadeem Africa ki Maisat (Economics) ka aik ahem hissa the. Sona, Namak, Ghulam, Kapda aur Hathi Daant(Elephant Teeth) jaisi ashiya lambi rail gadiyon ke zariye sehraa mein muntaqil ki jati thee.
Iske related Majeed Wikipedia par padhe.
Post Views: 17