Eid-ul-Fitr Mubarak

Eid-ul-Fitr Mubarak

May Allah accept [worship] from you and us

Aurat | Takhleeq e Aurat | Ashraf-ul-Makhloqaat

Spread the love

 Aur Be-shak hum ne Aulad e Aadam ko izzat di aur un ko khushki aur tri me sawaar kiya aur un ko suthree cheeze rozi dee aur un ko apni bohat makhlooq se afzal kya. (Surah Bani Israil: 70)

IMG 20220914 140938
Aurat
Allah Ta’ala ne kam wa besh 18,000 makhlooqaat banai hai us me se sab Bani adam wa binte hawwa (Admi aur mard) Ashraf-ul-Makhloqaat hai yani Tamam makhlooqaat me se afzal hai. Ek wajah ye hai ki sirf Insan ke paas hi Allah ki badi Dimag(Mind) hai. Aur Insano me khas aur ek alag martaba ek aurat ko hasil hai. Uski azmat ye hai ki Jannat uske qadam ke neeche hai. Subhanallah.

Aurat:

  • Agar parinday ki soorat mein Khalq(paida) hoti to zaroor” Mor (Peacock)” hoti۔
  • Agar chopaye(4 pair wale janwar) ki soorat mein Khalq ki jati to zaroor ” Hiran” hoti.
  • Agr keede makode (Insects) ki soorat mein Khalq ki jati to zaroor” titlee” hoti.
  • Lakin woh insaan Khalq hui taakay Maa, Bahen, Beti aur Biwi, bane.
  • Itni badi Ashraf-ul-Makhloqaat khuda mein se hai, is had tak naazuk mizaaj ke ek phool usay raazi aur khush kar deta hai, aur ek lafz usay maar deta hai.
  • Taajjub awar hai ke aurat apne bachpane me apne baap(father) ke liye barket ke darwazay kholti hai.
  • Apni jawani me apne shohar(Husband) ka imaan kaamil(Mukammal) karti hai.
  • Aur jab Maa(Mother) banti hai to jannat uske qadmon tale(neeche) hoti hai.

Spread the love

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top